Tuesday 10 October 2017

50 Best Happy New Years Quotes To Share With Friends And Family

50 Best Happy New Years Quotes To Share With Friends And Family Source by inkaknight

The post 50 Best Happy New Years Quotes To Share With Friends And Family appeared first on WIKIMENT.



from WordPress http://ift.tt/2xvrPtE

White Glow Happy New Year Card 2018: Nothing celebrates the start of a new year …

White Glow Happy New Year Card 2018: Nothing celebrates the start of a new year like a beautiful card to send to your friends and family! This White Glow Happy New Year card has multiple blues and greens, swirled together in a beautiful show of color. Large, medium, and small glows of light, along with […]

The post White Glow Happy New Year Card 2018: Nothing celebrates the start of a new year … appeared first on WIKIMENT.



from WordPress http://ift.tt/2wLvKyb

☆•❁•✯•❃•♡❥☆ Happy NEW YEAR ✨

☆•❁•✯•❃•♡❥☆ Happy NEW YEAR ✨ Source by catchadragonfly

The post ☆•❁•✯•❃•♡❥☆ Happy NEW YEAR ✨ appeared first on WIKIMENT.



from WordPress http://ift.tt/2kDTLpb

Monday 9 October 2017

Facebook Me Kisi Post Ke Comment ko Off Kaise Kare



YouTube Video Link :
https://youtu.be/sl_DhN6UcPE
Hello Dosto, aaj ke is naye video me aapka sawaagat hai. aaj ke is video me main aapko batane vala hu ki kaise facebook me apne kisi post me comment off kaise kare. dosto video ko like karna na bhule aur channel ko subscribe karna bhi na bhule. Follow Me On facebook :- http://ift.tt/2yS9YJO instagram :- @rohit_bhatt98 twitter :- @rbrohitbhatt1

Wordpress Blog Me Logo Kaise Lagaye



YouTube Video Link :
https://youtu.be/eTfPyT_3HUk
Wordpress Blog Me Logo Kaise Lagaye - mobile se wordpress par blog kaise banaye. in this video i know about how to Upload A Logo On WP Site. website ko blogger se wordpress par kaise transfer kare. is video me aapko step by step hindi bataya jayega ki kaise aapapna blog logo upload kare simple steps karke . janiye kaise aap wordpress par blog set up kar sakte hain. is video main hum aap ko shuru se leke end tak steps batayenge ki kaise aap easily wordpress blog par logo upload kar sakte hai...

Sunday 14 May 2017

Russian Girl Ko Hua Indian Man Se Pyar Sushma Swaraj Ne Dilwaya Indian Visa

Jodhpur/Banswara: - 

Dil ka rishta judne par saath samandar par kar humsafar banna or videshi hokar bhi deshi bhartiya parivesh apnakar housewife ke saath doctor or samajsevika ki bhumika nibhana.


Dr. Annisa Nerotnova Alias Anni

Yah Khani hai, Russia ki Dr. Annisa Nerotnova Alias Anne ki, jo banswara ki daughter-in-law hai.
Doctari ki padhai ke douraan Dil bhartiya se laga. fir bharat aakar arya samaj ki vedik parmpara se hotel vavsayi Dr. Devesh Bhardwaj se shadi or phir acchi housewife ki bhumika ke saath doctor ka pesha barkarar rakhkar ab samaj ke liye kuch kar gujarne ka jajba.

Russian family ki single daughter ise ishwer ka aashirwaad manti hai. Banswara ke parivesh me rach-bas chuki Dr. Annisa ne pichle dino ek nirdhan kanya ki shadi karayi., to ise life ka sabse bada achievement bataya. Isse vah is kadar utsahit hai ki vah aage 10 or kanyao ke haath pile karana chahthi hai.

Buddha Family me janmi anni ki mulakat Dr. Devesh se Russia ke krishna mandir ke pujari ke jariye hui. papa nhi rahe or maa todi sakt thi, to desh saal ke intzaar ke baad raaji kiya.  Kuban Medical Acadmy, Krasnoda me Devesh ke saath doctor ki padhai puri kar 1997 me bharat aayi.

Banswara me Dayanand Seva Aashram ke Biologist or unke guru swami svatantraanand ke saanidhya me shadi rachai. Fir saans Dr. Shailabal Bhardwaj se clinik me madad ke saath, sab kuch sikha.

Susha Swaraj Ki Fan, Kaha Jivenbhar Rahungi Shukragujar 

Anni ke anusaar bharat me basna aasan nhi tha. vah videsh mantri sushma swaraj ki humesha shukragujar rahegi, jinhone aajivan visa dilwaya. Abhi russia me MBA kar rhe bade bete Shivam Lev or unka passport Russia ka hi he, Jabki pati devesh or chhote bete ka bhartiya.

Pregnancy Me 255kg Vajan Uthakar Bani Chempion Maa Ne Banaya Kabil

Udaipur. Shahar ki Power Lifter Mala Sukhwal MaryKom se kam nhi he. 6 Maah ke garbhdharan ke baad bhi Mala ne family ko bataye bina National Compition me 255 kilo wajan uthakar na sirf silver Medal jeeta balki apni team ko National Champion bhi banaya.
Mala Ko abhii Maa bane 7 saal bit chuke hai. Magar ab bhi khel ke prati unka jajba or junun khatam nhi hua hai. Maa Banane ke baad bhi mala 3 baar Strong Women Of Rajasthan Or Power Lifting me darjano se jayada medal apne naam kar chuki hai. Mala Ko State Government ne 15 May ko Khilaadiyo ko diye jaane vale Higehest Play Award Maharana Pratap Award Se sammanit karegi.



  • Year 2010 me hui All India Railway Power Lifting Competition me agar Mala bhag nhi leti to Unki north western railway team ko kitab nhi mil pata. 
  • Aese me Mala ne pariwar, risthedaar, Friends or trainer Sahit sabhi ke virodh ke baavjud competition me bhag liya aur silver medal jeetkar apni team ko champion bataya. 
  • Mala ke do bacche hai or dono Healthy hai.
  • Mala ka sapna hai ki unke bacche bhi unki tarah ek kabil or Healthy Khiladi bane. 

Maa Banane Ke Baad 7 Saal Me 20 or Career Me 50 Medal Kar Chuki Apne Naam 

  • Mala Maa banane ke baad pichle 7 saalo me ab tak 12 Gold, 5 Silver or 3 Bronze sahit total 20 Medal jeet chuki hai. Vhi apne career me lagbhag 30 Gold, 10 Silver or 5 Bronze Medal apne naam kar chuki hai.
  • Power Lifting me International Medal jitne vali Mala rajasthan ki pahli khiladi hai. 
  • Mala ne New Zealand me 2007 me hue Commonwealth me 4 Gold or usi saal Asian games me 4 Silver jeete hai. Mala Jaldi Hi Jun-July Me Hone Vale Senior National or All India Railway Tournament me bhag legi. 

Pregnancy Me Sab The Khelne Dene Ke Khilaf, Sirf Maa Hi Thi Saath 

  • Mala Ekdum Sadharan Parivaar Se Sambhandh Rakti Hai. 
  • Year 2004 se apne professional career ki shuruaat karne vali Mala Ki Maa Rukmani Tellor Ka Kaam karti hai. 
  • Meduim Family se hone ke baad bhi Mala ki maa ne unhe khel sambandhit sabhi Jarurat ka saamn lake diya. Yha taki Mala ke Sports Costumes bhi seel kar unki maa tayar karti thi.